lI بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
Khurram Waseem Zaidi | Sajjad (as) Ka Noha | Ek Hath Mein Zanjeer | Noha 2022 1444 | New Nohay
#nohaMolaSajjad #nohay2022 #Khurramwaseem #shahadatImamesajjad #nohay2022 #nohaimamesajjad #indiannohay #muharram2022 #karbala #noha #newnohay #molaimamesajjad #allnohay2022 #bibisakina #khurramWaseemnohay2022
►SUBSCRIBE►
[ Ссылка ]
-------------------------------------------
------------------------------------------
►Video Info:-
Tittle ☆ Ek Hath Mein Zanjeer
Reciter's ☆ Maulana Khurram Zaidi & Waseem Zaidi
Poet ☆ Janab Khateeb Dandupuri
Composition ☆ Waseem Zaidi
Camera ☆ Syed Kaif Zaidi
Audio ☆ Mehdi Records
Video & Edit ☆ Syed Sagar Mehdi
Posted by ☆ @KhurramWaseemZaidi
-------------------------------------------
Lyrics -
Minhaal se ro ro ke ye kahne lage maula
Kya haal saunau mai tmhe apne safar ka
Jab 11 moharram ko chala qafila sara
Mai qafila salaar aaeero ka bana tha
Ek hath me zanjeer basad ranjo mehan thi
Ek hath me ma bahno ke onto ki rasan thi
Sajjad ka nauha hai ye Sajjad ka nauha
Jab karbobala se hue hum log rawana
Us raahe purasraar se azlam ne ghuzara
Jis samt tha begor pada baap ka lasha
Kis tarha se mai ghusl o kafan baap ko deta
Ek hath me zanjeer,,,,,,,
Ek hath me ma bahno….
Jab shimr ne masooma ko tha oonth pe baandha
Chillati rahi mujhko bacha lo mere bhaiyya
Majboori pe us waqt Bahot apni mai roya
Masoom sakina ki madad kar nahi paya
Ek hath me zanjeer….
Ek hath me ma bahno ke ootho ki……
Sar nange thi ma bahne sabhi tha ye bada gham
Beemaar o giraftaar thy kuch kar na sake hum
Ehsaas rulata raha Hmko yahi paihum
Karte bhi to kis tarha se karte bhala matam
Ek hath me zanjeer ….
Ek me maa behno
Mahsoos hua wadi e may khwaar me pahunche
Gardan ko jhukaye hue aghiyaar me pahunche
Tha haal bura majma e kuffar me pahunche
Minhaal jab hum shaam ke bazaar ne pahunche
Ek hath me zanjeer….
Ek hath me ma bahno…..
Aaraam safar me na mila mujhko kisi pal
Sahra o bayaban kabhi or kabhi jungle
Kaanto pe safar karta raha meelo mai paidal
Or uspe sitam ye tha ki minhaal musalsal
Ek hath me zanjeer…..
Ek hath me ma bahno…….
Jab gir gayi naake se sakina meri minhaal
Ro ro ke hua ahl e haram ka tha bura haal
Durro ki azeeyat se mera jism tha behaal
Kis tarha se leta mai bhala bacchi ka ehwaal
Ek hath ke …….
Ek hath me ma bahno ….
Bazaar me Muh ashqo se Dhoti rahi phuphiya
Sharminda her ek gaam pe hoti rahi phuphiya
Ja majma e kuffar me khoti rahi phuphiya
Bas meri taraf dekh ke roti rahi pahuphiya
Ek hath me zanjeer….
Ek hath me ma bahno ki…
Sajjad ne ro ro ke ye nauhe jo sunaye
Minhaal ne nauhe pe khateeb ashq bahaye
Darwaza e darbaar pe Khurram jo sab aaye
Sajjad ye fir apni zuba per nahi laye
Ek hath me zanjeer….
Ek hath me ma behno…
Please Watch VIDEO In HD (High Resolution)
-------------------------------------------
►Social Media★
Subscribe ★ [ Ссылка ]
Want to chat? Hit me up on social media!
Instagram: [ Ссылка ]
Facebook: [ Ссылка ]
-------------------------------------------
iF yOU Like tHIS vIDEO pLEASE Like & sHARE -
Please Support us and Subscribe our Channels and Press Bell icon for new update Video & promote Azadari Imam Husain a.s. :
[ Ссылка ]
-------------------------------------------
Copyright strictly prohibited ⓒ.
Copyright prohibited ⓒ - Khurram Waseem Zaidi Official
Managed By:- Sagar Mehdi Zaidi
Thank you...
Ещё видео!