Tulu-e-Islam consists of nine ghazals, with differences in cadence, was written in the early 1920s after the First World War. In this poem Iqbal gives expression to his feelings on defeat of the Ottoman Empire and dismemberment of the Muslim Khilafat. It deals with the following subjects;
1. The starting point of the poem and its leading theme is the reassuring thought, that the time has come for the re-awakening of the Muslim world and re-assertion of Islamic values
Tulu-e-Islam
THE RISE OF ISLAM
Some verses from the poem:
Daleel-E-Subah-E-Roshan Hai Sitaron Ki Tunak Tabi
Ufaq Se Aftab Ubhra, Gya Dour-E-Garan Khawabi
Musalman Ko Musalman Kar Diya Toofan-E-Maghrib Ne
Talatum Haye Darya Hi Se Hai Gohar Ki Seerabi
Agar Usmaniyon Par Koh-E-Gham Toota To Kya Gham Hai
Ke Khoon-E-Sad Hazar Anjum Se Hoti Hai Sahar Paida
Jahan Baani Se Hai Dushwar Tar Kar-E-Jahan Beeni
Jigar Khoon Ho To Chashm-E-Dil Mein Hoti Hai Nazar Paida
Hazaron Saal Nargis Apni Benoori Pe Roti Hai
Bari Mushkil Se Hota Hai Chaman Mein Didahwar Paida
Sabaq Phir Parh Sadaqat Ka, Adalat Ka, Shujaat Ka
Liya Jaye Ga Tujh Se Kaam Dunya Ki Imamat Ka
Butan-E-Rang-O-Khoon Ko Torh Kar Millat Mein Gum Ho Ja
Na Toorani Rahe Baqi, Na Irani Na Afghani
Mitaya Qaisar-E-Kasra Ke Istabdad Ko Jis Ne
Woh Kya Tha, Zor-E-Haider (R.A.), Faqr-E-Bu Zar (R.A.), Sidq-E-Salmani (R.A.)
Jab Iss Angara’ay Khaki Mein Hota Hai Yaqeen Paida
To Kar Leta Hai Ye Bal-O-Par-E-Rooh-ul-Ameen Paida
Ghulami Mein Na Kaam Ati Hain Shamsheerain Na Tadbeerain
Jo Ho Zauq-E-Yaqeen Paida To Kat Jati Hain Zanjeerain
Koi Andaza Kar Sakta Hai Uss Ke Zor-E-Bazu Ka!
Nigah-E-Mard-E-Momin Se Badal Jati Hain Taqdeerain
Yaqeen Mohkam, Amal Peham, Mohabbat Faateh-E-Alam
Jahad-E-Zindagani Mein Hain Ye Mardon Ki Shamsheerain
Jahan Mein Ahl-E-Aeeman Soorat-E-Khursheed Jeete Hain
Idhar Doobe Udhar Nikle, Udhar Doobe Idhar Nikle
Yaqeen Afrad Ka Sarmaya-E-Tameer-E-Millat Hai
Yehi Quwwat Hai Jo Soorat Gar-E-Taqdeer-E-Millat Hai
Amal Se Zindagi Banti Hai Jannat Bhi, Jahanum Bhi
Ye Khaki Apni Fitrat Mein Na Noori Hai Na Naari Hai
Artist : Ja'afar Tayyar
Lyrics : Allama Iqbal
Video/Production : Omar Malyck/Qehwa Studio
"Qehwa Studio is the Islamic label of Pakistan, we are recording & releasing everything from Naat, Hamd and Manqabat.
Follow at:
To get the most soulful Naat, Hamd please subscribe to our channel.
►Qehwa Studio Official YouTube: [ Ссылка ]
►Qehwa Studio Official Facebook: [ Ссылка ]
►Qehwa Studio Official Twitter: [ Ссылка ]
►Qehwa Studio Official Souncloud: [ Ссылка ]
►Qehwa Studio Official YouTube For Tilawat: [ Ссылка ]
Qehwa Studio,baang e dara 163,tulu e islam,the rise of islam,tulu e islam by allama iqbal,tulu e islam urdu explanation,tulu e islam iqbal,zia mohyeddin allama iqbal,iqbaliyat,hazaron saal nargis apni benoori pe roti hai,koi andaza kar sakta hai uss ke zor-e-bazu ka!,agar usmaniyon par koh-e-gham toota to kya gham hai,amal se zindagi banti hai jannat bhi,sabaq phir parh sadaqat ka,tulu e islam explanation,allama iqbal,turgut,dirlisertugrul,ertugrul,plevne
Ещё видео!