sukam company ki kit lag a hua ye inverter 650va ka he or ye inverter lokal banaya gya he is inverter me problem ye aa rhi he ki ye main pr nhi aa rha he jab tak inverter me main nhi aayegi tab tak inverter charging bhi nhi krega hamne iski main lead check ki or fuse bhi check Kiya sab thik tha foult kit ka hi tha baki sab thik tha check krne pr pta chala ki 23-0-23 transformer kharab he jo ki is kit me main ke liye laga hota he is transformer ko direct main ke 220v diye jate he or ye output me 21se 23v tak nikalta he is transformer me main ja rhi thi pr ye output ke 21v nhi nikal rha tha is wajah se inverter me main nhi aa rhi thi or inverter battery charge nhi kr rha tha fir hamne ye transformer change kr diya or inverter theek ho gya is vidio me inverter me main kese lai jati he or 23-0-23 kese check Kiya jata he puri jankari di gai he ek bar vidio ko jarur dekhe or vidio pasand aaye to vidio ko like jarur kre👍👍🙏
#sukaminverter
#inverterrepair
#electricals #youtube #india
#repairing
#india
#charging
#changeover
Ещё видео!