Roz ki bhaag daud, Kaam ka tanav aur stress se rahat paane, mere saath chaliye Wellness Holiday par #wellness #skincare
Ayurvedic therapies, Healthy Buffet aur aaramdayak vacation ka maza lene mai aayi hu Karnataka ke Indus Valley Ayurvedic Centre. Aksar Vacation par hum ghoomne phirne, Street food explore karne ya tourist spots dekhane jaate hai. Lekin Ayurvedic vacation par is bhag daudh, trip ki planning aur stress se raahat paa sakte hai.
IVAC me aap 1 Day Wellness retreat se lekar 15 days ka Detox aisi alag alag prakar ke packages milte hai. Lekin yaha bitaye bas ek din se bhi mann ki shaanti mil jaati hai. Yahapar din ki shuruvat dhyaan aur Yoga karne se hoti hai jisse hum refresh ho jaate hai. Breakfast, Lunch aur Dinner me bhi Palak corn Sabzi, Gajar ka soup, Moongdal cutlet, Bajra ki khichadi aisi Proteins, Vitamins, Fibre se bharpur dishes milti hai. Inhe khaakar pet aur mann dono bhar jaate hai. Lekin sehyat par sabse acche asar ke liye Ayurvedic therapies lena bhi jaroori hai. Panchakarma, Shirodhara, Detox, Weight loss aisi treatments toh yaha hai hi. Aur in therapies me se kuch toh sundarta badhane me bhi madat karte hai. Unmese ek hai Keshini, ek ayurvedic hair mask jo raato raat hairfall aur dandruff ko kam kar deta hai. Aur baalon ke saath twacha ka khayal rakhane ke liye Karasbhakari aur Padhashubhakari bhi hai. Ye toh bilkul Natural Manicure aur pedicure jaise hai jo aapke haath pairo ko ekdum mulayam bana deta hai. Aisi therapies aur acche khane ke saath saath yaha ka sundar vatavaran aur taazi hawa hume poori tarah se refresh kar deti hai.
Agar bhi aisa stress-free aur relaxing samay bitana chahate hai, toh mere saath chaliye is wellness holiday par....
00:00 Wellness Holiday par aapka swagat hai
01:08 Roz ka Routine
01:18 Subeh ka Nasta
02:19 Ayurveda Holiday par CHAI nahi milti?
02:55 Morning Walk
03:37 Dupeher ka khana
05:35 Ayurvedic khana kaise pakate hai?
06:12 Shaam ki Chai ki jagah issey pite hai
06:47 Jungle me chalna
07:17 Raat ka khana
08:46 Keshini ek ayurvedic hair mask
12:17 Karashubhakari, Shahi Manicure
15:38 Rooms, Prices aur Packages
Beauty treatments, detox & weight loss therapies ka anubhav lijiye IVAC me
INDUS VALLEY AYURVEDIC CENTRE, MYSORE
3 days/2 night package for 1 person - Between ₹25000 to ₹55000 (includes therapies, Accommodation, Meals, Consultation & Yoga sessions)
Address - Talavane Farm, Lalitadripura Rd, Chamundi Hill, Mysuru, Karnataka 570028
Location link - [ Ссылка ]
Website - [ Ссылка ]
Contact - 08095294444
#ayurvedicbeauty #ayurvedafood #healthyroutine #dietfood #naturalremedies
Ayurved ki janmabhoomi KERALA me wellness ka anubhav dekhiye is link par
[ Ссылка ]
Ayurvedic centre par mai din me kya khaati hu dekhiye is link par
[ Ссылка ]
Panchakarma, Udvarthana, Nasya chikitsa jaisi therapies ke baare me aur jaaniye is link par
[ Ссылка ]
Kokum Rasam, Moongdal Khichadi, Broccoli Soup jaisi healthy ayurvedic recipes dekhiye is link par
[ Ссылка ]_
LIKE | SHARE | SUBSCRIBE
Mujhe social media par follow kare :
Facebook: [ Ссылка ]
Instagram: [ Ссылка ]
Twitter: [ Ссылка ]
For Collabs: sugarspiceniceindia@gmail.com
Equipments:
Iphone 13 - [ Ссылка ]
Mic: Rode Wireless Go 2 [ Ссылка ]
Tripod: Amazon Basics [ Ссылка ]
Phone: Iphone 12 Pro [ Ссылка ]
Phone Tripod: [ Ссылка ]
Lapel Mic: [ Ссылка ]
Editing Software : Imovie & Filmora
Edited On: Macbook Pro [ Ссылка ]
Disclaimer – My channel is about sharing my food, travel and life experiences. I do mention explicitly if the video is sponsored. But irrespective of that, my views and opinions are personal and highlight my experiences. I can’t guarantee that you will have the same experience and feel the same way about the topic in this video. Also note, that some of the above are affiliate links. I do earn a small commission from Amazon if you purchase using my links. However, it does not make a difference to the price of the product for you.
Ещё видео!