19120 Ahmedabad Intercity Express | अहमदाबाद इंटरसिटी एक्सप्रेस | Train Information In Hindi | Apni Rail Yatra.
Follow on Instagram:- [ Ссылка ]
Train No 19120 Ye Train Ahmedabad Intercity Express Ke Naam Se Jani Jati Hai, Ye Train Somnath Se Lekar Ahmedabad Jn. Tak Chalti Hai, Ye Train Gujarat Ke Hi Do Sahero Ko Connect Karti Hai, Is Train Ka Somnath Se Departure Time Hai Shubha Ke 06:35 AM Or Ahmedabad Jn. Me Is Train Ka Arrival Time Hai Usi Din Sham 04:25 PM
Is Train Me Pantry Car Nahi Hai Par Aap Ko IRCTC ke Taraf Se e-Catering Ki facility Mila Jayegi, Ye Train Total 437 KM Ka Distance Tay Karti Hai,Ye Daily Train Hai, Is Train Ka Total Journey Time Hai 09 Hours 50 Minute Or Is Train Me Aap Ko AC Chair Car, Second Sitting Or General Compartment In Tino Ki Hi Facility Mil Jayegi.
AC Chair Car Somnath Se Ahmedabad Jn. Tak Ka Fare Hai Rs. 580,
Second Sitting Ka Fare Hai Rs. 165.
General Compartment Ka Fare Hai Rs. 150.
Is Train Ke Total 17 Stoppage Hai.
Station ( Stoppage ) Arrival - Departure
1. Somnath -- - 18:35
2. Veraval Jn. 18:43 - 18:48
3. Chorvad Road. 19:02 - 19:03
4. Maliya Hatina 19:17 - 19:18
5. Keshod 19:35 - 19:36
6. Junagadh Jn. 20:07 - 20:09
7. Jetalsar Jn. 20:42 - 20:44
8. Navagadh 20:52 - 20:53
9. Virpur 21:15 - 21:19
10. Gondal 21:34 - 21:35
11. Bhakti Nagar 22:39 - 22:40
12. Rajkot Jn. 23:15 - 23:20
13. Wankaner Jn. 12:14 - 12:16
14. Than 12:52 - 12:54
15. Surendranagar Jn. 01:52 - 01:54
16. Viramgam Jn. 02:59 - 03:01
17. Sabarmati Jn. 03:47 - 03:49
18. Ahmedabad Jn. 04:25 - ---
Or Is Train Ka 8th Stoppage Virpur Jaha Se Aap Virpur Ka Prashid Temple Shri Jalaram Bapa Ke Temple Gumne Jasakte Hai, Virpur Railway Station Se Lekar Shri Jalaram Bapa Ke Temple Ki Duri Hai 1.8 KM Ki.
Thank You For Watching.
#train #trainvideos #indiantrain #journey #traininformation
Ещё видео!