ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
ISHQAM IMAM HUSSAIN (as) | Ahmed Raza Nasiri New Nohay 2024 | Imam Hussain Noha 2024 | New Muharram Noha 2024/1446 | New Noha 2024 | Muharram Kalam 2024
Connect with AhmedRazaNasiri: 👉[ Ссылка ]
-----------------------------------------------------------------------------
Title | Ishqam Imam Hussain (as)
Reciter and Composed | Ahmed Raza Nasiri
Poetry | Yasir Abbas Shah, Syeda Naqvi
Audio | ODS
Chorus | Arif Baltistani, Mir Basharat Baltistani, Syed Jan Ali Shah, Ahmed Nasiri
DOP | Mahmood Ali Achoali (SRS)
Cameraman | Fayyaz Sherliyat (AF3)
Edit | Turab Zaidi
Creatives | AR Graphics
Translation | Mohammad Abbas Karim
Special thanks | All team members Ahmed Raza Nasiri,
All team members SRS
Mujtaba Rizvi, Br. Mustafa,
All momineen and management of Gulistan Society
All brothers from Muhammadi Dera Malir
Digital Optimization | Samar Jafri (Digital Edge)
=============================
#ishqamimamhussain #ahmedrazanasiri #titlenoha2024 #imamhussain #newnoha2024 #nohay #muharram1446 #muharram2024 #newnohay2024 #newnohay #nohay #nohay2024 #noha #yahussain #karbala #shia #imamhussainnoha
==============================
YouTube | [ Ссылка ]
Facebook | [ Ссылка ]
Instagram | [ Ссылка ]
SoundCloud | [ Ссылка ]
Twitter | [ Ссылка ]
=============================
𝐖𝐚𝐭𝐜𝐡 𝐏𝐫𝐞𝐯𝐢𝐨𝐮𝐬 𝐀𝐥𝐛𝐮𝐦𝐬:-
➽ • [ Ссылка ]
➽ • [ Ссылка ]
➽ • [ Ссылка ]
➽ • [ Ссылка ]
*Also Listen*
➽ Ali Ali Akbar
[ Ссылка ]
➽ Hussain Sarallah
[ Ссылка ]
➽ Adrikna Ya Mawla
[ Ссылка ]
➽ Ya Hussain Mola
[ Ссылка ]
➽ Al Akbar e Laila
[ Ссылка ]
➽ Dilbar o Dildar Hussain
[ Ссылка ]
=====================
LYRICS
Ishqam Imam Hussain
Janam Imam Hussain
Tere aashiq Adam, Nooh o Khatam, Imam Hussain
Tu wiqar e shah e bandagi
Tu qarar e rooh e zindagi
Tu asaae jaan e bekasi
Tere bas me sabki bebasi
Wo sada halmin hai teri
Jo pukarti hai aaj bhi
Door ghamo ko kardeta hai tera gham Imam Hussain
Hai ambiya ka khayal tu
Hai Waris e bemisal tu
Balagal ulaa bikamal tu
Kashaf al duja bi jamal tu
Hasunat jami o khisaal tu
Salu alaiyi wa Aal tu
Jaan e durood e paighambar hai tera dam Imam Hussain
Aye wujood e shah e karbala
Aye daleel e noor e kibriya
Wo kareem tu hai bakhuda
Jo agar bujha de ik diya
Kayi soorajo ka qafila
Ye pukarta hai hum fida
Noor se tere roshan hai kul aalam Imam Hussain
Tujhe kiya mitaye koi shar
Tu yazeediyo ke dil me dar
Aye Imam e jin o al bashar
Tera rob rob e zul asar
Jo zabar hai abhi bhi zer par
Jo jalal e haq hai mutabar
Sher e khuda ka sher hai tera zaigham Imam Hussain
Aye bahar e jaan e ashiqaan
Aye sukoon e qalb e meherbaan
Tu shaheed e ishq e jaawidan
Tera dard beher e bekaran
Teri ghurbato ki daasitaan
Likhe khoon rang aasmaan
Tera ghar hai meri chashm e purnam Imam Hussain
Dil ki hai aaj aarzo
Mola hun tere roobaro
Ashko se aankhe bawazu
Karta ho qalb guftugu
Tere lahoo ka rang o buu
Phaila ho noor chaar suu
Kash ho karbobala ki galiya
Or hum Imam Hussain
Aye gareeb e dasht e nainawa
Aye shaheed e arz e karbala
Tere qurb neher e alqama
Teri piyas par hai ghamzada
Tah e taig ibn e Saiyada
Tujhe roo rahi hai khud qaza
Zainab ye keh kar karti hai matam Imam Hussain
Ya Hussain Ya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain
Zer e sitam tera hai sar
Hath hai shal kham hai kamar
Khasta e dil, jaan o jigar
Reesh teri khoon me tar
Fikr e rida ka hai asar
Tujh pe qayamat ka guzar
Ab tere yawar naa rahe Ya Hussain
Qasim o Akbar na rahe Ya Hussain
Ghazi dilawar na rahe Ya Hussain
Had hai ye Asghar na rahe Ya Hussain
Rab ki qasam Hussain Hussain
Shah e ummam Hussain Hussain
Rab ka bharam Hussain Hussain
Khoon e raqam Hussain Hussain
Deen e dilam
Jaan e manam
Yasir or Ahmed ka deen e mohkam Imam Hussain
All Rights are reserved with Ahmed Raza Nasiri, We don't allow anyone to upload or use our content on any Website or Social Media platforms without our permission.
Ещё видео!