Skehlaaj itself is a very experimental metal band and they aren’t afraid to take risks. They give an intense performance. Their sound is strong and yet their lyrics have a comedic undertone, which was also commended by the judges. They delivered with passion and skill!
FOLLOW THE JOURNEY:
Instagram: [ Ссылка ]
Facebook: [ Ссылка ]
SoundCloud: [ Ссылка ]
Patari: [ Ссылка ]
Band members:
Saeed Rehman on the Guitar, Synth and Vocals
Syed Nasir Inam on the Drums/Precussion
Muhammad Ali Muneer on the Bass
Lyrics:
Song Name: Dam Dastageer (Original)
Andheri roshni kabhi kam na paray gi
Maslay ke mu pe bol tu dam dastageer
Samajh na pao ge, khuwahishain reh jao ge
Doosron ko kab kia sikhaye ga tu lakeer ka faqeer
Galee ka wo andhera kona jahan tak koi gaya nahi tha
Wahan per pehlay qadam apnay mainay uthaye thay
Par tu mazak ura, aur urata hi reh ja
Aur peet peechay hum tujhee pe hanstay jaen ge
Gunahon ki barishain
Fazul khuwahishain
Teri haar-maani dunya aur uski, buzdil saazishain
(Bas ab tu hath utha
Usko yaad kar aaj
usnay sab kuch nawaza tha tujhay
Aur tum sab kuch kho bethay)
Wo ghalat dosti, ghair zaruri dushmani
Jitna nibha le tu, tujhay kahin ka nahi chorain gi
Wo faltu kharchiyan, wo hera pheriyan
Mein dekhta hun tujhay wo kahan tak le ke jaen gi
Jitna izhaar kar le beta, ke tujhay nahi hai perwa
Usi se mujhay pata chal raha hai ke tum mar rahay ho
Ab mazak ura aur mai maan jaun ga
kyun ke tum ab peeth peechay bhi kabhi hans na paao ge
Hashtags:
#PepsiBattleoftheBands
#TheBattleIsOn
#Skehlaaj
🔔 Turn on notifications and stay up to date with future uploads!
♫ Subscribe: [ Ссылка ]
🎸 Check out our website for exclusive behind the scenes shots! Here is the link: [ Ссылка ]
Ещё видео!