आधार कार्ड खोने पर क्या करें? | What to do if you lose your Aadhar card? | Aadhaar Card Lost
hello doston is video mein maine aapko bataya hai ki kaise aap apna khoya hua Aadhar Card wapas mangwa sakte hain Apne Ghar per vah bhi kuchh simple steps ko follow karke.
doston aaj aap sabhi jante Hain ki Aadhar Card ek bahut hi important document aaj ke samay mein ho chuka hai aapke har sarkari kaam mein Aadhar card ki avashyakta hoti hai isliye aapko har waqt apna Aadhar Card apne pass rakhna hota hai. lekin kabhi aapse galti se aapka Aadhar Card kahin gir jaaye ya kho jaaye ya FIR kisi bhi vajah se yog kharab ho jaaye to uski ismein aapko pareshan hone ki jarurat nahin hai aap apne ghar per dusra Aadhar card bhi mangwa sakte hain Aadhar card ki jo official authority hai vahan se.
doston Aadhar Card khone par agar aap Aadhar Card naya mangwana chahte Hain Apne Ghar per to iske liye aap koi pass do teen chijen honi chahie jinmen se hi ek to aapka ka mobile number jo aapke Aadhar card mein registered hai kyunki agar aapke pass aapka Aadhar registered mobile number nahin hai to aap is kam Ko nahin kar payenge isliye vah number hona kafi jyada important hai dusra yahan per friends agar aapke pass aapka Aadhaar number yah koi acknowledgement-slip hai jiske liye aapane kabhi aapke Aadhar Card ko kashan ke liye Diya Ho agar vah sleep aapke pass hai to bhi aap apne Aadhar Card ko UIDAI ki website se aasani se apne ghar per mangwa sakte hain aur vahan se usko download kar sakte hain.
doston is video ko agar aap complete dekhenge to aapko acche se samajh mein a jaega ki kaise aap is kam ko badi aasani se kar sakte hain vah bhi kuchh simple steps ko follow karke main ummid karunga aapko yah video pasand aaegi aur agar yah video aapko vakai mein pasand aaye aapko is kuchh information mile to is video ko like karna na bhule aur comment kar kar hamen yah jarur bataen kya koi hai video kaisi lagi.
doston raat ko hamare channel ki videos pasand hai to hamare channel ko aap support Karen support karne ke liye aap hi tarah hamare video ko dekhte rahe aur agar aapane abhi tak hamare is YouTube channel ko subscribe nahin kiya hai to aap se vinati hai ki please hamare is YouTube channel ko abhi subscribe kar le aur sath mein Bell icon ko bhi prayas kar le taki Jo hamari aane wali videos hain aap unko miss na Karen.
video ko dekhne ke liye aapka bahut bahut dhanyvad.
Topics in this video:-
how to download aadhar card
aadhar card kaise download kare
aadhar card mobile number registration
aadhar card enrollment number se kaise download kare
aadhar card enrollment process
aadhar card enrollment
uidai.gov.in aadhaar card download 2021
aadhar download without mobile number
aadhar card download
how to download aadhar card online
आधार कार्ड खोने पर क्या करें?
What to do if you lose your Aadhar card?
#DeepakTechtimes #AadhaarCardLost
Ещё видео!