Lemon Grass lemon gras ek Bhartiy paudha hai jiska prayog Bhartiyo se jada videshi
karate hai.
Aaj ke is video mein ham isi plant ke baare me vistar se baat karenge. ummeed hai video pasand aaegi.
Lemon grass tea banane ke liye aap taji pattiyon ko todkar use ubalte hue Pani mein kuchh der tak dhimi aanch per pakayen jab ek bar lemon gras ka color Pani mein utar jaaye aur pani ka rang hara ho jaaye tab aap use usmein chahe to shahad gud ya chini jo bhi milana chahe vah Mila sakte hain aap chahe to usmein adrak Tulsi mulethi bhi Mila sakte hain last mein aap thoda sa nimbu ka ras bhi usmein nichod den aur ab ise aap enjoy kar sakte hain.
agar aap lemon gras ko dudh wali normal chai mein Milana chahte Hain to aap Jaise chai banate hain vaise hi banaen Bus aap ek se do pattiyon ko Bari kat karke Jaise adrak ya FIR ilayachi milate Hain usi tarah aap lemongrass ki pattiyon Ko bhi Mila sakte hain lemongrass ki pattiyan aapke chai ka swad badha dengi.
Cymbopogon citratus, commonly known as West Indian lemon grass or simply lemon grass, is a tropical plant native to Maritime Southeast Asia and introduced to many tropical regions.
Lemon grass plant, Grass, Garden, Vegetable Garden, Healthy Eating
Ещё видео!