Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is? made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use
Song : Hum Tere Bin Kahin Rah Nahin Paate
Album : Sadak (1991)
Singer : Anuradha Paudwal, Manhar Udhas
Musician : Nadeem, Shravan
Lyricist : Sameer
Hum Tere Bin Kahin Rah Nahin Paate Lyrics
Hum tere bin kahin reh nahin paate tum nahin aate to hum mar jaate
Haaye pyaar kya cheez hai yeh jaan nahin paate
Hum tere bin kahin...
Ude khushboo kali mehke yeh rut badle bahaar aaye
Mohabbat karne ki jaanam umra ek baar aaye
Tumhein pyaar karne ko jee karta hai ikraar karne ko jee karta hai
Tum nahin hote to dil na lagaate dil ki tadap hum kisko bataate
Haaye pyaar kya cheez hai...
Tum nahin hote to hum mar jaate
Bhulaaye se na bhoolen mere dilbar teri baatein
Teri yaadon mein guzarin kai subah kai raatein
Tujhse door jo kahin hum jaayenge har ghadi hum tujhe yaad aayenge
Teri in baaton se hum ghabaraate tauba tum hamein kitna tadapaate
Haaye pyaar kya cheez hai...
Kabhi dekhoon jo main darpan chehra tera nazar aaye
Jab jab leti hoon main saansein teri khushboo bikhar jaaye
Tere bin ab jeena mushkil hai main dil hoon tera tu mera dil hai
Sari umra to hum pachhataate raaz koi jo tujhse chhupaate
Haaye pyaar kya cheez hai
Ещё видео!