Ya Fatema | Ayyam e fatmiya Noha 2024 | Moqthar Abbas Mirza | Shahadat Bibi fatima Zehra | 1446H | Gulzar e Abbas New Noha.
Prophet Muhammad (saaw) Allah’s Messenger (ﷺ) said, "Fatema (s.a) is a part of me, and whoever hurts Fatema (s.a) has hurt me.”
فَاطِمَةُ بَضْعَةٌ مِنِّي، فَمَنْ أَغْضَبَهَا أَغْضَبَنِي
#yafatema #AyyameFatmiya #noha2024 #noha2025 #gulzareabbasofficial #bibifatimanoha #labbaikyazehra #yazehra #moqtharabbasmirza #hyderabadazadari #azadari #nohay #noha
***************************************
◼️ Composed & Recited by: Mukabbir-e-Aza Moqthar Abbas Mirza.
◼️ Written by: Safeer-e-Fatema Sughra (s.a) Imran Ali Mirza.
◼️ Special Thanks: Zulfequar Ali Mirza.
◼️ Videography & Creatives: GA Media.
◼️ Setup & Arrangements: Syed Meesam Ali Razvi.
◼️ Background Support & Assistance: Gulzar e Abbas (as) Team.
◼️ Official Website: www.gulzareabbas.com
**************************************
Date: 1446 - 2024/25
Please Watch in HD Please Like Comment Share !!
=============================
Follow us on Social Media :-
► F A C E B O O K : [ Ссылка ]
► Y O U T U B E : [ Ссылка ]
► I N S T A G R A M : [ Ссылка ]
► T W I T T E R : [ Ссылка ]
---------------------------------------------------------
●● LYRICS ● ●
Ya Fatema Ya Fatema.
Ya Fatema Ya Fatema.
1) Aye bibi zehra bint e pyambar.
Shouhar hai tera Saqi e kousar.
Malik jina ke shabbir or shabbar.
Kya tera rutba sab se tu badhtar.
Sab ko ye hai pata.
Bint e khairul wara.
Sunta hai teri bas khuda.
2) Tera gharana aala se aala.
Khaaleq ne kitne naazon se pala.
Pyare nabi ke ghar ka ujala.
Tere lahoo ne dee'n ko sambhala.
Ummat ko hai qabar.
Maanegi na magar.
Ehsaan tera Sayyada.
3) Tu hi Misaal e Allahu Akbar.
Tu hi Kamaal e Allahu Akbar.
Tu hi Khayaal e Allahu Akbar.
Tu hi Jalaal e Allahu Akbar.
Kya teri shaan hai.
Sab kuch qurbaan hai.
Tujh par hijaab e kibriya.
4) Umme abiha aala tera dar.
Karte adab the jis ka payambar.
Us ko jalate hain ye sitamgar.
Nouha kuna hai jibreel e dawar.
Uthne laga dhuaa'n.
Teri wo phasliyaa'n.
Tooti darwaza jab gira.
5) Aayi nabi ke ghar pe qayamat.
Bole ali hon bibi salamat.
Hogayee mohsin ki bhi shahadat.
Mitgayee haaye ali ki shabahat.
Kaisa sitam huwa.
Dekhiye mustafa.
Tanha huwe hain murtaza.
6) Ummat ki thi haan bibi satayee.
Shaam o sahar thi lab par duhayee.
Baba ko apne rone na paayee.
Haaye qaza phir zehra ko aayee.
Rote hain karke bain.
Madar se ye Hussain.
Aankhen to kholiye zara.
7) Jaane laga hai ghar se janaza.
Kulsoom o zainab karti hain giriya.
Moula hasan hai ghum me girafta.
Ek shor e matam hujre me uttha.
Imran dard o ghum.
Mein hain ahle haram.
Har soo Moqthar hai sada.
●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●●
Other Popular Searches:
akeli hai zehra
noha bibi fatima
ayyame fatmiya noha 2025
tor ker band e kafan mujh ko bula lo amma
janaza uth raha hai fatima ka
kyun chor jaati hai maa
Salallah o Alaik Ya Fatimieh
Khuda Nighedaar Ya Ali
Mazar E Fatima
ayam e fatima nohay 2025
Tujhse Waada Hai Fatima Zahra
Kitni Mazloom Hai Zahra
Lanat Bar Dushmane Zehra
Kabhi To Raaz Khulega
تسبيحات الزهراء
Tasbeeh Al Zahra'a
Dafn Kaise Hui Zahra
ya fatima
shahadat bibi fatima zahra
Wasiyat e Bibi Fatima Zehra
----------------------------------------------------
Copyright strictly prohibited ⓒ.
Copyright prohibited ⓒ - GulzareAbbas Official.
Ещё видео!