A Special Tribute To MIR TAQI MIR On His Death Anniversary
Aake Sajjada Nasheen: His Last Ghazal
Aake Sajjada Nasheen Qais Hua Mere Baad
Na Rahi Dasht mein Khaali Koyi Jaa'n Mere Baad
Chaak Karna Hai Isi Ghum Se Gariban E Qafan
Kaun Kholega Tere Band E Qaba Mere Baad
Wo Hawa Khwa e haman Hu Ke Chaman Mein Har Subh
Pehle Maiin Jaata Tha Aur Baad E Saba Mere Baad
Tez Rakhna Sar E Har Khwar Ko Ae Dasht E Junoon
Shayad Aa Jaye Koi Aabla Pa Mere Baad
Munh Pe Rakh Daman E Gul Royenge Murgan E Chaman
Har Rawish Khaak Udaeyegi Saba Mere Baad
Baad Marne Ke Meri Qabar Pe Aya Wo Mir
Yaad Aayi Mere Isaa Ko Dawa Mere Baad
Reciter: SAEEDA
Special Appearance: HASHIM ALI
Heart Touching Poetry, Sad Urdu Poetry, For WhatsApp Status Video
Film & Animations By TA Lyricals
#MirTaqiMir #UrduPoetry #TALyricals #MunirNiazi #MuneerNiazi #JaunElia #AhmadFaraz #ParveenShakir #Mir #Ghalib #EjazHussainFakhir #MehboobHussainAamir
Catch your favourite Urdu Poetry of Jaun Elia, Muneer Niazi, Ahmad Faraz, Ghalib, Mir taqi Mir, Mir anees, Allama Iqbal etc. here
_______________________________________________________________
Please do Subscribe us & share it to your LOVE ones,
Stay Blessed!!
Facebook - [ Ссылка ]
Instagram - [ Ссылка ]
FOLLOW ME
Instagram - [ Ссылка ]
Twitter - [ Ссылка ]
Facebook - [ Ссылка ]
Ещё видео!