new noha 2023|Dashte ghurbat me hai ik maan|Muharram 2023|
juloos e isteqbal e aza2023
Anjuman Masoomiya Qadeem regd.
Badagaon Ghosi Mau
Noha Tittle
Dasht e ghurbat me hai ek maa'n ke labon par
ye sada
दश्ते गुरबत मे है इक माँ के लबों पर ये सदा
reciter-Mazahir Husain
poet- Janab maulana Mazahir Husain sb. Qiba
Anjuman Masoomiya Qadeem regd.
#Julooseisteqbaleaza2023
#Juloosisteqbaleazaghosi
#Isteqbaleaza
#muharram2023
#muharram2023status
#muharram2023
#muharram2023noha
#noha
#nohay2023
#nohamuharramke
#nohanew
#nohay2023new
#noha2023
#isteqbaleazaghosi
video cover Topics
muharram2023
New noha2023
new nohay muharram2023
Nohay 2023 new
Dasht e Ghurbat me hai ik maan ke Labon par ye sada
anjuman Masoomiya Qadeem regd
Juloos isteqbal e aza 2023
juloos isteqbal e aza ghosi 2023
juloos muharram2023
Juloos chaand raat2023
India azadari
Azadari India
muharram ghosi 2023
Ghosi Muharram2023
Badagaon Ghosi muharram2023
Azadari Baragaon Ghosi Mau
muharram 2022
nadeem sarwar 2023
new nohay 2023
2023 muharram kab hai
nadeem sarwar new noha 2023
2023 mein muharram kab hai
Noha status
nadeem sarwar noha
ameer HasanAmir nohay
Shafqat Taqi nohay
Muharram 2023
Ghosi Azadari
Live Ghosi
Azadari Ghosi Mau u.p. India
Ghosi Azadari T. v.
noha new
noha 2023
new noha 2023
India ke new nohay
Link [ Ссылка ]
production-@AzadariBaragaonGhosiMau
Lyrics-
Dashte gurbat m hai ek ma k labo par ye sada
Ya qateel al abra, ya gareeb al goraba
Kund khanjar se sitamgar n tujhe zabha kiya
Ya qateel al abara, ya ghareeb al ghorana
Zabha haiwano ko agey se kiya jata hai
Ho azeeyat na chhuri tez rakha jata hai
Haaye Hussain haye Hussain haye Hussain
Ai shaheede karbala ai ghareebe nainawa, ai qateele alqama
Pushte gardan se tera shimr n kata hai gala
Ya qateel al abara ya ghareeb al ghoraba
Paani haiwan ko bhi dete hain dam e zabha pila,
Par mohammad ke nawase ko na ik qatra mila
Haye husain Haye husain Haye husain
Ai shaheed e karbala, ai ghareeb e nainawa, ai qateel e Alqama
Ya qateelal abara ya ghateebal ghoraba
Kabhi hathon se mai khanjar ko pakad leti thi,
Kabhi gardan teri gardan pe mai rakh deti thi,
Haye husain Haye husain Haye husain
Ai shaheede karbala, ai ghareeb e nainawa ai qateele alqama,
Phir bhi tujhko na bacha paayi meray maahe laqa
Ya qateelal abara ya ghareebal ghoraba
Teele par aan ke fariyad bahan karti rahi,
Teri gardan pe sitamgar ki chhuri chalti rahi,
Haye husain Haye husain Haye husain
Ai shaheede karbala, ai ghareebe nainawa, ai qateele alqama
Haye afsos ki zalim na taras kuch khaya,
Ya ghareebal ghoraba, ya qateelal abara
Bhook aur pyas me ye sabra ye himmat teri
zere khanjar bhi na qatil ko kabhi badduaa di
haye husain haaye husain
Ai shaheede karbala ai ghareebe nainawa, ai qateele alqama.
Baddua ki jagah lab par tha teray shukre khoda
ya qateelal abara ya gahreebal ghoraba
Dekha jata na tha ankhon se wo khooni manzar,
Ruk ke chalta tha teray khushk gale par khanjar
Haye husain Haye husain Haye husain
Ai shaheede karbala ai ghareebe nainawa
Ai qateele alqama
Barah zarbon me sitamgar ne tera kata gala
Ya qateelal abara ya ghareebal ghoraba
Qatla ke baad Mazahir na ruke ahle jafa
Ghodon ki taapon se pamaal mera laal hua,
Haye husain Haye husain Haye husain
Ai shaheede karbala ai ghareebe nainawa, ai qateele alqama
Ещё видео!