⚠️Disclaimer -
Some content is used for educational purpose under fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship and research. Fair use is a use permitted by copyright law that might otherwise be infringmaterial used in the video goes to the respected owner.ing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. All credit for the copyrighte
Maine is video mein bataya hai agar aap gramin Bank mein Mani transfer karna chahte ho to aapko NEFT transfer karna hoga NEFT transfer aap kisi bhi upi app jaisa ki phone per Google per Paytm Amazon per se nahin kar sakte
agar aap kisi bhi gramin Bank mein Mani transfer karna chahte ho to uske liye aapko internet banking ka use karte hue NEFT karni hogi Aaj ke is video mein main aapko bataunga ki Bhartiya State Bank ke yono app se aap gramin Bank mein NEFT kaise karoge
yono app se NEFT karne ke liye aapko pahle beneficiary add karna hoga Jaise hi aapka beneficiary add Ho jata hai to fir aap teen mod se Mani transfer kar sakte ho IMPS NEFT aur RTGS agar aap kisi bhi gramin Bank mein Paisa bhejna chahte ho to uske liye aapko NEFT per click karna hoga NEFT ke through hi aap kisi bhi gramin Bank mein Mani transfer kar sakte ho
#gotoonline #neft #internetbanking
Ещё видео!