Kitni dard bhari hai teri meri prem kahani full song Movie/album: Gadar: Ek Prem Katha Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Uttam Singh
Music Director: Uttam Singh Music Label: T-Series
Starring: Sunny Deol, Amisha Patel, Amrish Puri, Lilette Dubey
Release on: 15th June, 2001
Udja kale kawan tere muwich khandpanwa Le ja tu sandesha meraa mai sadke jawan Bagon me phir jhule pad gaye, pak gayea mithiya
ambiya Yeh chhotee se jindagee de ratan lambiya lambiya Oh ghar aaja pardesee ke teree meree ek jinddee - (2)
Kitnee dard bharee hai teree meree prem kahanee -
(2)
Sat samundar jitna apnee aankho me hai panee Mai dil se dil mujhse karta-2 hai jab teree baten Sawan aane se pehle ho jatee hai barsaten Oh ghar aaja pardesee ke teree meree Oh ghar aaja pardesee - (3) kee teree meree ek jinddee
Oh ghar aaja pardesee, kee teree meree ek jinddee
Parbat kitne unche, kitne gehre hote hai - (2) Kuchh mat puchho pyar pe kitne pehre hote hai Ishk me jane kya ho jata hai, yeh rab hee jane Tod ke saree divare mil jate hai divane Oh le ja mujhe pardesee, kee teree meree ek jinddee- (4
Ещё видео!