Watch Hindi Movie songs on our channel and like share subscribe it...
@Moviescontener-xo6vw
Ye to kaho kaun ho tum kaun ho Song (Aashiq 1962)Raj Kapoor, Padmini & Nanda | Mukesh | Shailendra
Song : ye to kaho kaun ho tum,kaun ho tum..
Film: Aashiq,1962,
Lyricist: Shailendra,
Singer: Mukesh,
Music Director: Shankar Jaikishan,
Director: Hrishikesh Mukherjee,
Cast : Raj Kapoor,Nanda,Padmini,Johnny Walker,Mukri,Keshto Mukherjee,Abhi Bhattacharya,Leela Chitnis,Raj Mehra,Honey Irani,
Producer : V.K.Dubey,
Production Co: Reuben Dubey Productions,
Lyrics :-
ye to kaho
ye to kaho
kaun ho tum
kaun ho tum
ye to kaho
kaun ho tum
kaun ho tum
mujhse poochhe binaa dil mein aane lage
mujhse poochhe binaa dil mein aane lage
ye to kaho
kaun ho tum
kaun ho tum
meethi nazron se bijli giraane lage
meethi nazron se bijli giraane lage
ye to kaho
kaun ho tum
kaun ho tum
raat bhi niraali ye rut bhi niraali
rang barsaaye umang matwaali
pyaar bhari aankhon ne jaal hain bichhaaye
kaise koyi dil ki karegaa rakhwaali
kaise koyi dil ki karegaa rakhwaali
ye to kaho
ye to kaho
kaun ho tum
kaun ho tum
aaa
meethi nazron se bijli giraane lage
meethi nazron se bijli giraane lage
ye to kaho
kaun ho tum
kaun ho tum
mastiyon ke mele ye khoyi-khoyi raaten
aankhen karen aankhon se ras bhari baaten
bhole-bhaale hain wo magar dekhne mein
mujhse kyaa chhupengi ye lootne ki ghaaten
mujhse kyaa chhupengi ye lootne ki ghaaten
ye to kaho
ye to kaho
kaun ho tum
kaun ho tum
aaa
mujhse poochhe binaa dil mein aane lage
mujhse poochhe binaa dil mein aane lage
ye to kaho
kaun ho tum
kaun ho tum
tumhi to nahin ho jo sapnon mein aake
chhup gaye apni jhalak dikhlaa ke
tumhin to nahin ho main dhoondhaa kiyaa jinko
phir bhi tum na aaye main thak gayaa bulaa ke
phir bhi tum na aaye main thak gayaa bulaa ke
ye to kaho
ye to kaho
kaun ho tum
kaun ho tum
aaa
mujhse poochhe binaa dil mein aane lage
mujhse poochhe binaa dil mein aane lage
ye to kaho
kaun ho tum
kaun ho tum
meethi nazron se bijli giraane lage
meethi nazron se bijli giraane lage
ye to kaho
kaun ho tum
kaun ho tum...
Storyline :- :-
Pratap (Abhi Bhattacharya) is in love and engaged to Renuka (Nanda). Coming to know about her feelings for his younger brother Gopal (Raj Kapoor), he sacrifices his love by pretending to be drunk at the wedding ceremony. The ploy works. His outraged father insists that the ceremony proceed but with Gopal as the groom! Gopal, however, loves Preeti (Padmini). As complications ensue, Renuka tries committing suicide but survives. Gopal believing her to be dead lives with Preeti. Finally Gopal, repentant, returns to Renuka.
Film: Aashiq,1962,
Songs(8)
Songs and Singers..
1
Yeh To Kaho Kaun Ho Tum
Mukesh
2
Tum Jo Hamare Meet Na Hote
Mukesh
3
Mehtab Tera Chehra
Lata Mangeshkar, Mukesh
4
Main Aashiq Hoon Baharon Ka
Mukesh
5
Jhanan Jhan Jhanaake Apni Payal
Lata Mangeshkar
6
Lo Aai Milan Ki Raat
Lata Mangeshkar
7
O Shama Mujhe Phoonk De
Lata Mangeshkar, Mukesh
8
Tum Aaj Mere Sang Hans Lo
Mukesh
,hindi old songs,Lyrics,hindi oldies,Indian old songs,indian oldies,bollywood oldies,Hindi,bollywood old songs,youtube hindi old songs,india,youtube hindi,best of Shailendra
Ещё видео!