Surah.al.maeda | in beautiful voice | urdu tarjma [ayat no 107 to 113]
#ye qareeb tar h ic ki gawahi jesi chahiye.ada kary.ya phor dary jh kuch qasmee rad kar di jaye in ki qasmoo ky bad.or allah se daro or uccka huqm mano.or allah by huqmoo ko rah ni deta#
#.jis din allah jama farmaye ga rasooloo ko ko.phir farmaye ga tumhy kia jawab mila.aarz kary gy hamay kuch ilm ni to hi h sab eeboo ko janny wala#
#allah jab farmaye ga ay maryam ky bety esa yaad kar mera ehsan apny oopar.or apni maa par.jab ne ne pak rooh se teri madad ki.to loooo se batye karna palny ne or paki umar ho kar.or jab me ne tujhey sikhaee kitab or hiqmat.or torait or anjeel or jab to mati se paridy ki morti mery huqm se banata phir ic me phonk marta to wo mery huqm se urny lagti.or to andhy or safead dagh waly ko mery huqm se shifa deta.or jab to murdoo ko mery huqm se zinda nikalta.or jab me ne bani israeel ko tujh se rooka.jab to un ky pass roshan nishaniya ly kar aya to in me kafir boly ye to khula jadu h#
#or jab me be hawariyoo ky dill me dala kh mujh par or nery rasool par eman ly aoo to boly ham eman ly aye or gawah rh kh ham muslims h#
#or jab hawariyoo ne kaha kh ay esa bin maryam kia ap ka raab esa kary ga kh ham.par aasman me se ik khawan utaray kaha allah se daro agar eman rakhty ho#
#boly ham chahty h kh ic me se khaye or hamary dill thery or ham etes se dekh ly kh ap ne ham se sach farmaya.or ham ic par gawah ho jaye gy#
Ещё видео!