Bahut se Gau bhakt, Gau sevak, aur Gau rakshak samajh chuke hain ki gaaye ki sthiti tab tak nahi sudhregi jab tak dairy waale boodi gaaye, aur bachdo ko yun hin sadak pe chorte rahenge, aur tabhi un me se kaafiyon ne doodh, ghee, paneer ka bahishkar kiya hai.
Agar har gaaye se har saal ek bacha paida kara ke sadak pe chor diya jayega, to gau rakshak ka kaam to aisa ho gaya jaise kisi aise kamre ke geele farsh ko pocha maar ke sukhana, jis mein nalka khula ho.
Jo yeh nahi samjhe, ya nahi samajhna chahte, woh ya to kisi bhram ka shikaar hain, ya phir shayad apni aadat aur suvidha ko gaaye ki haalat aur peeda se upar rakhte hain.
Occasion: Gau Mata Rashtra Mata pratishtha andolan by Gopal Mani Maharaj Ji (Bhartiya Gau Kranti Manch)
Venue: Ramleela Maidan, Delhi
Date: 19 November 2023
#peepalfarm #peepalfarmonstreet#robinsinghpf
Support our work
==
Donate (India only)
--
* PayTM/GPay: 9999429144
* UPI: 9999429144@okbizaxis
Or, become a member (from anywhere in the world)
--
* YouTube: [ Ссылка ]
* Patreon: [ Ссылка ]
Contact
--
[ Ссылка ]
More information
--
[ Ссылка ]
Ещё видео!