Shri Ram Anthem | Shri Ram Song I Ramayan I PRAN I DJ Uday
A Harmonious Journey Through the Epic Tale of Shri Ram
Experience the divine journey of Shri Ram with the "Shri Ram Anthem" by PRAN.
' #shriramanthem ' captures the epic tale of Shri Ram through a harmonious blend of melodious tunes and masterful composition. The song takes listeners on a journey through the rich history and timeless legacy of Shri Ram, making it both a musical and spiritual experience.
Lyrics, Music Direction by PRAN (Harshwardhan Patil)
Music, Beat, Remixing, Recording by DJ Uday (Uday Suryawanshi)
Singer: Mayur More
Male Chorus: Amol Thakur, Deepak Mahajan, Pankaj Bari
Video Credit: Pankaj Bharatlata
AI Images by Hitesh Rastogi & Anand Kishor
Illustrations by Ram Deshmukh
Special Thanks to Pranaysingh Chauhan, Manish Tembhekar
Contact: Instagram: pransmusic
Gmail: pranmusic47@gmail.com
Lyrics:
Shukla Paksh mein
Sarayu Nadi ke kinare
Janme Vishnu ke Ram Avtaar
Nadiyon mein aya chadav
Aur Hawayone pakdi raftaar
Prasannata aur khushali se
Ayodhya mein gaja waja
Vidvaan, gunvaan aur balashaali
Iss dharti ko milla ek adarsh raja
shiv dhanushya Ram ne uthaya
hua Sita Maa se vivah
Phir ghar ke bandhan ne palta
Raj mahal se unka prawah
Phir bhi na hue who udas
Wachan nibhane chale wanvas
Asuronka nash kiya to
Vishwa mitra se milla ek wardan
Aur yuddhkala ki unko pradan
Surpanakha lubha na payi
Aur khudki usne naak katvaai
Krodh se hua ravan laal
Sadhu ka vesha tha uska jaal
Jatayu ne lagayi jaan ki baji
Safar mein mille shabri maaji
Aur phir mille unke
Param bhakt mahaveer hanuman
Kiya baali ka vadh
Diya sughriv ko samman
Sampathi, angad aur puri vanar sena
Raste sab dikh jayenge bas jai shri ram tum kehna
Maryada purshottam
Maryada purshottam
Maryada purshuttam
Janki vallabha
#shriram
Shri Ram
Shri Ram ram rameti
Rame rame manorame
Sahastra naam tattulyam
Ram naam varanane
Shri Ram ram rameti
Rame rame manorame
Sahastra naam tattulyam
Ram naam varanane
Shri Ram Ram
Dhyarvaan Shant chitta
Aur woh hai bada vinamra
Par dhanushya se nikala baan
To thar that kampe sara samudra
patthar pe likha to who bhi taira
Raam naam mein arth hai gehra
Vanar sena ne dala lanka pe dera
Ravan ko samzhaya par usko krodh ka sehra
Saat vedho ka vidhvaan bhi
Ahankar se ban jata agyanni
Vishalroop se sukshroop mein aye Hanuman
Di sita maa ko anghuthi aur ram doot hone ki nishani
Aur jala di puri lanka lanka
ravan ne jab baat na mani
phir angad bali putra ne Ravan ko samjhaya
par phir nahi mana lankeshwar ahankari
jab yudh mein ghayal hue laxman
to sanjeevni lane ki li bajrang ne zimmedari
pauda na milla to laye pura pahad
ram baan ne kar diya kumbhakaran ko pachad
ravan ka vadh karke sita Maa ko chhudaya
aur Vibhishaan ko lanka ka Raja banaya
agni pariksha ke baad laute ayodhya
aur bane woh bane iss dharti ke raja
Neele-kale kamal jaise unki ka rang
aur ankhomein basta hai sansaar sara
Kushi se nache sare bhakt
Aya hai Dhanur Dhara
Maryada purshottam
Maryada purshottam
Maryada purshuttam
Janki vallabha
Shri Ram
Shri Ram
Shri Ram ram rameti
Rame rame manorame
Sahastra naam tattulyam
Ram naam varanane
Shri Ram ram rameti
Rame rame manorame
Sahastra naam tattulyam
Ram naam varanane
Shri Ram Ram
Shri Ram ki jeevan yatra
Bharat ka itihaas hai
Ran jap mein alag anad
baat hi ismein khaas hai
Kitna bhi ho kathin samay
Ya koi prasang daravna
Much mein sayyam ki boli
Aur man mein komal bhavana
Gulal se bhargayi sari dharti
Khushali ka mahol hai aya
Sukh samruddhi har ghar chhai
Ram rajya laye raghurai
Hanuman ne sina chira
To dikhe prabhu ram aur sita maai
Sare dev kare abhinanda
Ghar laute janki nandan
Maryada purshottam
Maryada purshottam
Maryada purshuttam
Janki vallabha
Shri Ram
Shri Ram
Shri Ram ram rameti
Rame rame manorame
Sahastra naam tattulyam
Ram naam varanane
Shri Ram ram rameti
Rame rame manorame
Sahastra naam tattulyam
Ram naam varanane
Shri Ram Ram
#bhaktisong #shriramsong #dusshera
Ещё видео!