Hazrat Usman Muslamano k khalifah Soyem thy. Hazrat Usman ko Zun Noryn bhi kaha jata hae kyon k aap Rasool SAW k Damad bhi thy. Madina ki municipal Committtee main aaj bhi aap ka bank account or jaydad ka poora record mojood hae jo madina ki baldia kay tahet operate kia jata hae. Apni sakhawat or darya dili ki wajah se bohat mashhoor thy. Apni daolat aap ney Allah kay rastey mein or us waqt kay muslmano mein kharch karney mein jo misali kirdar ada kia jiski misal aaj tak nahi milti hae.
Ещё видео!