'' Qur'an Class '' is a NEW Serial of QUR'AN Easy Translation & Tafseer By Engineer Muhammad Ali Mirza Bhai, started on 20-Oct-2019. #QuranClass #Tafseer
00:00 || Khutbah Aur Durood !!
02:17 || Introduction !!
02:33 || Ayat 54, " Aur yeh log jab aap kay pass ayen jo humari aayaton per eman rakhtay ..."
06:48 || Ayat 55, " Issi tarah hum aayaat ki tafseel kertay rehtay hain aur takay mujrimeen ka tareeqa ..."
07:28 || Ayat 56, " Aap keh dijiye kay mujh ko iss say moomaniyat ki gaee hai kay unn ..."
09:27 || Ayat 57, " Aap keh dijiye kay meray pass to aik daleel hai meray rab ki taraf ..."
11:19 || Ayat 58, " Aap keh dijiye kay agar meray pass woh cheez hoti jiss ka tum taqaza ..."
18:52 || Ayat 59, " Aur Allah Taalaa hi kay pass hain ghaib ki kunjiyan (khazaney) inn ko koi ..."
21:38 || Ayat 60, " Aur woh aisa hai kay raat mein tumhari rooh ko (aik gona) qabz ker ..."
24:25 || Ayat 61, " Aur wohi apney bandon kay upper ghalib hai bar tar hai aur tum per ..."
28:38 || Ayat 62, " Phir sab apney maalik-e-haqeeqi kay pass laye jayen gay. Khoob sunn lo faisla Allah ..."
30:38 || Ayat 63, " Aap kahiye kay woh kaun hai jo tum ko khushki aur darya ki zulmat ..."
33:29 || Ayat 64, " Aap keh dijiye kay Allah hi tum ko inn say nijat deta hai aur ..."
34:51 || Ayat 65, " Aap kahiye kay iss per bhi wohi qadir hai kay tum per koi azab ..."
39:41 || Ayat 66, " Aur aap ki qom iss ki takzeeb kerti hai halankay woh yaqeeni hai. Aap ..."
40:25 || Ayat 67, " Her khabar (kay waqoo) ka aik waqt hai aur jald hi tum ko maloom ..."
41:03 || Ayat 68, " Aur jab aap unn logon ko dekhen jo humari aayaat mein aib joee ker ..."
42:42 || Ayat 69, " Aur jo log perhezgar hain unn per inn ki baaz purs ka koi asar ..."
43:30 || Ayat 70, " Aur aisay logon say bilkul kinara kash rahen jinhon ney apney deen ko khel ..."
47:57 || Ayat 71, " Aap keh dijiye kay kiya hum Allah Taalaa kay siwa aisi cheez ko pukaren ..."
50:30 || Ayat 72, " Aur yeh kay namaz ki pabandi kero aur iss say daro aur wohi hai ..."
51:54 || Ayat 73, " Aur wohi hai jiss ney aasmanon aur zamin ko bar haq peda kiya aur ..."
#EngineerMuhammadAliMirza
Ещё видео!