Lyrics of this special song focusing on India's innate strength in "Unity in Diversity" are as follows:
Humne vaadey kiye, iss watan ke liye, sar uthake chalein, naaz ispe hume. Geet gaatey rahein-gungunatey rahein. Bhar dein har dil mein khushiyo ke rang.
Tiranga chah raha, sar ko utha,.. watan ke vaastey kuch kar dikha. Salaam har sachchai ko, salaam har achchai ko, salaam har iss jazbe ko, Mera Salaam!
Sab hairan hain, hum chal padhey.. nae modd pe, nahi soch se. khoob rang hain khile, sang sab chal padhe. Hume rokey hai kis mein ye dum!
Tiranga chah raha, sar ko utha,.. watan ke vaastey kuch kar dikha. Salaam har sachchai ko, salaam har achchai ko, salaam har iss jazbe ko, Mera Salaam!
Humne vaadey kiye, iss watan ke liye, sar uthake chalein, naaz ispe hume. Geet gaatey rahein-gungunatey rahein. Bhar dein har dil mein khushiyo ke rang.
Tiranga chah raha, sar ko utha,.. watan ke vaastey kuch kar dikha. Salaam har sachchai ko, salaam har achchai ko, salaam har iss jazbe ko, Mera Salaam!
- Bharat Nirman (Glimpses of India Story- Phase II)
Ещё видео!