Ramzan ul Mubarak ki fazilat o ahmiat quran hadees ki roshni ma|Rozy ka Ajar o Sawab|Ramzan 2022
#ramzanulmubarak #ramzankareem2022 #syedzoraizasghar #rozaykaajarosawab
#islam #rozykifazilatinurdu
Ramzan ul Mubarak ke pore mahine mein roze rakhne ka waze hukum deya gaya ha aur sath hi ye bhi kaha gaya ha ke agar safar mein hon to degar dinon mein in ka shumar pora kare aur agar bemar ho tab bhi in rozon ki mafi nahiha, in ki ginti bhearhal pori karni ha. Phair ye bhi irshad farmaya gaya ha ke :” Agar tum samjho to isi mein tumhari bhalai ha.”
Yaha Allah taala ne kitni aham baat khe dali jis se aik taraf to roze ki ahmeyat ka andaza ho raha ha aur dosri taraf ye bhi malum ho raha ha ke is se Allah ki raza bhi mil sakti ha. Yani roze rakh kar insan dohra faida utha sakta ha. Aik taraf wo kuda ko razi kar sakta ha aur dosri taraf akhirat meinbare inamat ka mustahik ban sakat ha. Malum hoa ke roza rakh kar insan apna bhala ziyada karta ha. Ye theek ha ke pore mazhabi ahtiram ke sath rakha gaya roza Allah ki bargah mein qabol ho ga aur Allah ki khushi ka sabab bane ga., lekin agar koi insan assa nahi karta aurroza nahi rakhta to wo apna hai nuksan karta ha. Agar kise ne bila azar sharai roza chora ke bad meinkise waqat ya ache musam mein rakh le ga to degar dinon ke rozeis ka badal harkiz nahi hosakte. Jab ke ramzan ke aik faraz rpze ke badle 60 rpze rakhne ka hukum ha, tb bhi ramzan ki saadat hasil nahi ho sake gi.
Official Qari Sohaib Ahmed Qari Sohaib Qari Sohaib Bayan #QuranHadithInfo #QariSohaib #QariSohaibAhmed #ramzan #ramzan2022 #ramadan #ramadhan #ramzan2022 #ramadan2022
Ramzan Ki Fazilat | Ramzan Al Mubarak Ki Fazilat | By Qari Sohaib Ahmed Meer Muhammadi
Ramzan, roze aur quran ki fazilat aur ahmiyat by adv. faiz syed
Ramzan Ke Roze Ki Ahmiyat Aur Fazilat | روزے کی اہمیت - YouTube
Ramadan Mubarak ki Asal Maqam o Ahmiyat - Urdu Totke
Ramzan ul Mubarak ki fazilat by saqib raza mustfai 2019
#aayatarif #ramzan2021
Aayat Arif || Ek Baar Phir Se Ramzan Aya Hai || New Ramzan Nasheed 2021 || Official Video ||
Ещё видео!