qurbani ke niyat wale janwar ko bechna kaisa hai | agr bad me janwar pasand na aye to bech sakte hai kya ? | agr qurbani ke janwar ko bech diya to kya kare |
Home Islamic knowledge
Islamic knowledge
Qurbani Ki Dua In Hindi
INNI WAJJAHTU WAJHIA LILLAZI FATARAS SAMAWAATI WL ARZ HANEEFA W MA ANA MINAL MUSHRIKEEN, INNA SALATI W NUSUKI W MAHYAYA WMAMATI LILLAHI RABBIL AALMEEN, LA SHARIKA LAHU, W BIZALIKA UMIRTU, W ANA AWWALUL MUSLIMEEN, BIS MILLAH ALLAHU AKBAR.
yah dua padh kar janwar ko zabah kare, zabah karne ke baad yah dua padhe
bakra eid kab ki hai|| Bakra eid date||bakra eid about
Qurbani Ki Dua In Arabic
اللهم تقبله مني كما تقبلت من حبيبك محمد وخليلك إبراهيم عليه السلام
“ALLAHUMMA TAQABBALHU MINNI KAMA TAQBALLTA MIN HABIBIKA MUHAMMAD, W KHALILIKA IBRAHEEM ALIHISSLAM”
Qurbani Ki Dua In English
Oh God accept it from me as you accept from your lover Muhammad and Khalik Abraham
Qurbani Ki Dua Aur Us Ki Niyyat
Qurbani ki niyyat dil se kar lena kafi hai, zaban se kahne ki zarurat nahi, lekin zabah karte waqt
”BIS MILLAH ALLAHU AKBAR” kahna zaruri hai.
Sunnat yah hai ki janwar qibla ki taraf lita kar yah dua padhe:
Note: Dua me “Minni” us waqt kahte hain jab khud apni qurbani kar raha ho, aur dosre ki qurbani ho to “Min” ke baad us admi ka naam le, for example: “MIN HAMID”, ya “MIN RASHID” wgaira.
*Please subscribe to our channel to increase our confidence so that the work continues to bring new Islamic videos of yours everyday.*
🕋JAZAKALLAH🕋
Ещё видео!