Movie/album: Coolie
Singers: Alka Yagnik, Shabbir Kumar
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Universal
Starring: Amitabh Bachchan, Waheeda Rehman, Rishi Kapoor, Rati Agnihotri
Release on: 14th November, 1983
Lyrics:-
Mujhe peene kaa shauk nahee,
Peeta hoon gham bhulane ko
Mujhe peene kaa shauk nahee,
Peeta hoon gham bhulane ko
Teree yade mitane ko
Teree yade mitane ko
Peeta hoon gham bhulane ko
Mujhe peene kaa shauk nahee,
Peeta hoon gham bhulane ko
Teree yade mitane ko
Teree yade mitane ko
Peeta hoon gham bhulane ko
Mujhe peene kaa shauk nahee,
Peeta hoon gham bhulane ko
Laakhon hazaron mein
Ek too naa nazar aayee
Laakhon hazaron mein
Ek too naa nazar aayee
Teraa koyee khat aaya
Naa koyee khabar aayee
Kya tune bhula dala
Kya tune bhula dala
Apne iss deewane ko
Mujhe peene kaa shauk nahee,
Peeta hoon gham bhulane ko
Khoyee woh kitabe dil jis dil kaa hai yeh kissa
Khoyee woh kitabe dil jis dil kaa hai yeh kissa
Ek hissa hai pas mere tere pas hai ek hissa
Mai pura karu kaise iss dil key fasane ko
Mujhe peene kaa shauk nahee,
Peeta hoon gham bhulane ko
Mil jate agar abb ham
Aag lag jatee panee mein
Mil jate agar abb ham
Aag lag jatee panee mein
Bachpan see wahee
Dostee ho jatee javanee mein
Chahat mein badal dete
Chahat mein badal dete
Ham iss dostaane ko
Mujhe peene kaa shauk nahee,
Peeta hoon gham bhulane ko
Mujhe peene kaa shauk nahee
Peeta hoon gham bhulane ko.
Ещё видео!