Lyircs: Teri Jaaliyon Ke Neechay Teri Rehmatoun Ke Saaye
Jise Dekhni Ho Jannat Woh Madina Dekh Aaye
Taiba Ke Aye Musafir Tumhe Deta Hoon Duaein
Dar-e-Mustafa (SAW) Pay Jaakar Tu Jahan Ko Bhool Jaaye
Rozay Ke Saamnay Mein Yeh Duaein Mangta Tha
Meri Jaan Nikal to Jaa'ye Yeh Samaan Badal Na Jaye
Lo Chala Hoon Mein Lahad Mein Mere Mustafa (SAW) Se Kehdo
Ke Hawa Teri Gali Ki Mujhe Chodnay Ko Aaye
Kaisy Wahan Ki Raatein Kaisy Wahan Ki baatein
Unhe Pooch lo Nabi Ka Jo Madina Dekh Aaye
Na Yeh Baat Shaan Se hai Na Yeh baat maal o zar ki
Wohi Jaata Hai Madinay Aaqa (SAW) Jise Bulaye
Woh Zahoori Yaar Mera Wohi Gham Gusaar Mera
Meri Qabr Par Jo Aakar Naat-e-Nabi Suna'ey
Beautiful Naat Sharif written by Marhoom Mohammad Ali Zahoori (RA), MashaAllah. May Allah Ta'ala grant Him a place in Jannat Ul Firdous, Ameen
Hazrat Jibrail [Alayh Salam] once came to Prophet Muhammad صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم and said "Allah (Subhanahu Wa Ta'ala) has given me the knowledge to count every leaf on earth, every fish in the sea, every star in the sky and every particle of sand on earth, but there's only one thing I cant count." Prophet Muhammad (PBUH) asked "What is it?", Jibrail(A.S) replied, "When one of Your (PBUH) )Ummati recites Durood or Salaams to You (PBUH), the blessings Allah (Subhanahu Wa Ta'ala) showers upon him become impossible for me to count." SubhanAllah
Great website to find various Durood Sharifs in MP3:
[ Ссылка ]
Sayyiduna Abu Dardah ( Razi Allahu Ta'ala Anhu ) reported: the Holy Prophet (Sallal Laahu Alaihi Wasallam) said, "Whoever recites durood on Me in the morning
ten times and in the evening ten times, for him shall be My intercession on the day of Qiyamah."
"By Him in whose Hands My life is, none of you will have faith till he loves Me more than his father and children."
-- Prophet Muhammad (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم ), narrated by Abu Huraira (RaziAllahu Anhu)
اللهم صلي وسلم علي سيدنا محمد
صلى الله على سيدنا محمد و على آله و صحبه أجمعين
Ещё видео!