Kavi Singh official presents the patriotic track " Jhootha Itihas ( झूठा इतिहास ) " sung by melodious singer "Kavi Singh", featuring also by Kavi Singh, Lyrics of Ramkesh Jiwanpurwala & Music by Vasu Studio.
This patriotic song will make millions of people swoon and the emotional intensity that the music summons up, is a whole new level!
For More Desh Bhakti Songs Subscribe to Our Channel.
🎧 Song- झूठा इतिहास ( Jutha Itihaas )
🎙️ Singer- Kavi Singh
📝 Writer- Ramkesh Jiwanpurwala
🪗 Music- Vasu Studio
🪗Composer - Kavi Singh
📽️ Video- Bhuriya Narwal
🏷️ copyright claim : Kavi Singh Official
☎️ Contact for Live Show : +91 839 7071 572
📨 E-mail : officialkavisingh@gmail.com
🔖Digital Partner : ERIK Business Consultancy, Mumbai
#bhagwa #newpatrioticsong #kavisingh #itihaassong #netaji #sahidbhagatsingh #tiranga #26january #15august #maharanapratap #khudirambose
--------------------------------------------------------------------------------
Facebook :- [ Ссылка ]
Instagram : [ Ссылка ]
----------------------------------------------------------------------------------
♪ Available on:-
♪ iTunes - [ Ссылка ]
♪ Apple - [ Ссылка ]
♪ Gaana - [ Ссылка ]
♪ Jiosaavn - [ Ссылка ]
♪ Wynk - [ Ссылка ]
♪ Spotify - [ Ссылка ]
♪ Amazon Music - [ Ссылка ]
♪ Resso - [ Ссылка ]
♪ Pandora - [ Ссылка ]
♪ Deezer - [ Ссылка ]
♪ Hungama - [ Ссылка ]
-----------------------------------------------------
Song - Jhootha Itihas Hindi Lyrics
------------------------------------------------------
Vande Matram..
Hamko Jhuth bataya kyu, sach Ko gya Chupaya Kyu
Shero Ke Khoon Ko Kar Thanda, Aisa Itihaas Padhaya Kyu
Vande Matram..
Hamko Jhuth bataya kyu, sach Ko gya Chupaya Kyu
Shero Ke Khoon Ko Kar Thanda, Aisa Itihaas Padhaya Kyu
Shero Ke Khoon Ko Kar Thanda, Aisa Itihaas Padhaya Kyu
Ni Saa Saa Re Saa..Re Saa - 4
Maharana Partap Mahan, 80 Kilo Ka Bhala Tha
1000 Ko Mare Akela, Janta Ka Rakhwala Tha
Hammmm Ummmmmmm
Naam Suna Jab Akbbar Ne, Badi Mushkil Hosh Sambhala Tha
Jab Samne Aaya Bol Band Hua,Laga Zubaan Par Taala Tha
Haannn Haaannn
Babar babar Kya Hai Akbar, Inko Mahaan Bataya kyu
Inko Mahaan Bataya kyu
Shero Ke Khoon Ko Kar Thanda, Aisa Itihaas Padhaya Kyu
Shero Ke Khoon Ko Kar Thanda, Aisa Itihaas Padhaya Kyu
Hammmm Ummmmmmm
Charo Ved Padhane The, Jo Asli Gyaan Khajane The
Sanskrit bhasha Khatm Kari, Kyunki Hindu Log Dabane The
Gurukul Naye Banane The, Shashtro Ke Gyaan Karane The
Bharat Ki Asli Sanskriti Ke Darshan karwane The
Om Namoh Namooo..Shree Om Namoh namooo
Kyu nahi Dikhaya Logo Ko, Sach Bhagat Singh Ki Fansi Ka
Khoon Khol Jata Usko, Pad Har Ek Bharat Vasi ka
Neta Ji Ki Mot Ke Sach Ko Sabke Samne lana Tha
Chander Sheker Aazad Ji Ke Bare Me Jrur batana Tha
Vande Matram..
Uddham Singh Ke Badle Ko, Hamko Jarur Padha Dete
Kaise Dayar Mara Tha Wo Goli 5 Dikha Dete
15 Saal Ke Khudi Ram Ka, Jalwa To Dikhla Dete
Jaha Sandras Mara Tha, Us Jagah Ka Naam Bata Dete
Naman hai Veer Shaheedo Ko..4
Raj Guru Sukhdev Ke Bare Me, Kyu Gya Bataya Na
Unke ghar Pariwar Janam Ko, Kyu Nahi Gya Padhaya Na
Batukeshwar Datt Bhi To Aazadi Ka Diwana Tha
Kyu bam Kiya Taiyar, Ye Janta Ko Jarur Batana Tha
Ni Saa Saa Re Saa..Re Saa - 4
Amichand Master Ji Ne Lard Harding Ko Mara Tha
17 December Fansi Ka Din,Desh Pe Khud Ko Wara Tha
19 April Anant kanhare Fansi Upar Jhool Gye
1910 Deyi Shahadat, Unko Bhi Kyu Bhul Gye
Vande Matram..
Jhoothe Or Farebi Logo, Ka Ab Parda Fash Hua
Logon Ko Apni Sanskriti Ka Hai Ab Aabhas Huaa
Hammmm Ummmmmmm
Nahi Jhooth KO Chalne Denge, Sbka Hai eklas Hua
KAVI SINGH Ki Baton Ka, Ab Lagta Hai Vishvash Hua
Hannnn aaannnn
Meri Ye Baate Sun,Kuch Logon ka Dil Ghabraya Kyu
Shero Ke Khoon Ko Kar Thanda, Aisa Itihaas Padhaya Kyu
Shero Ke Khoon Ko Kar Thanda, Aisa Itihaas Padhaya Kyu
----------------------------------------------
For more Patriotic & devotional Videos of Kavi Singh's Go To 🎧 YouTube Channel :
Patriotic Songs : [ Ссылка ]...
Bhakti Songs : Kavi singh bhakti [ Ссылка ]
Kavi Singh Vlog : [ Ссылка ]
Desh Ki Baat : [ Ссылка ]
--------------------------------------------------------
Thanks, Everyone for Watching Our Video Song. If you enjoy this Video Song please support us with your LOVE & SUBSCRIBE to Our Channel. Must Press Bell 🔔 Icon to get a notification of our next music video. Thank you.
Ещё видео!