Munajat Imam Mehdi 2022 - Imam e Zamana Manqabat 2022 - Aa Bhi Jao Imam e Zamana - 15 Shaban Manqabat 2022 - Manqabat Imam Mehdi - Karbalai Brothers New Manqabat 2022 - Imam e Zamana Imam Mehdi - 15 Shaban Wiladat Imam Mehdi - New Manqabat 2022 / 1443
Video Details!
-----------------------------------------------------------------------------
Kalam Title | Aa Bhi Jao Imam e Zamana
Recited By | Karbalai Brothers
Poetry By | Ali Naqi Karbalai
Chorus By | Safdar Kaleem, Mesum Zaidi, Zamin Karbalai
Vocals | Premier Studio
Audio Mixed & Mastered | Lawa Studio
Video Shoot | Karbalai Brothers
Video Editing | The Focus Studio
Cover Design By | Minhaj Ahmed
Album | 2022 / 1443H
Islamic Date | 15 Shaban 2022/1443
Digital Optimizer l Samar Jafri
-----------------------------------------------------------------------------
#KarbalaiBrothers #AaBhiJaoImameZamana #15Shaban #AyeMereImam #ImamMehdi #15ShabanManqabat2022 #15ShabanManqabat #ImameZamana #ManqabatImamMehdi #YaMehdi #15Shaban #NewManqabat2022 #ImamHussain #MolaAbbas #Manqabat2022 #MolaHussain #ImamAli
==============================
Karbalai Brothers Social Media Channels:-
Facebook: [ Ссылка ]
Sound Cloud: [ Ссылка ]
Instagram: [ Ссылка ]
Official Website: [ Ссылка ]
==============================
Ali Naqi Karbalai’s Instagram :
[ Ссылка ]
Ali Asghar Karbalai’s Instagram :
[ Ссылка ]
- MANQABAT LYRICS
*Meri tishnagi ka khayal kar
Mei udaas hun mujhay dekh jaa*
Al ajal Ya Mehdi As
Aa bhi jao Imam e Zamana As
Saray rastay sajaye huey hain
Hum tou Ankhein bichaye huey hain
●pandarween aj shabaan ki hai
Amad e waliye kul zamaan hai
Apkay jag mei anay sy mola
Is qadar khush khuda e jahaan hai
Lenay sadqaa tumhara zameen par
Ahle aflaak aye huey hain
●Be mazaa lag rahi hai ibadat
Na mukamal ye lagta hai sajdaa
Naam e Haider As binaa hain adhoray
Hongay kis din mukamal ye mola
Ye namazein ye haj aur ye rozay
Aas tumsay lagaye huey hain
●Ayengay jab Imam e zamana As
Taig ko apni wou khainch lengay
Zulfiqar e Ali As yun chalegi
Unkay sar dhar dhara dhar girengay
Matam e shah e koun o makaan pay
Jou bhi fatway lagaye huey hain
●Ayegi unki jis dam sawaari
Unko mehmaan banayengy hum bhi
Aa kay bethain jahan Mola Mehdi As
Hou jagah koi pakeeza aesi
Hum aza khana apnay gharon mei isliye bhi sajaye huey hain
●Kabhi naaron sy uljhan hai isko
Kabhi karta hai mimbar ka sodaa
Tokaa zanjeer zan ko kabhi tou
Kabhi matam pay fatwa lagaya
Dekhou mufti kay haathon mola
Ye mawali sataye huey hain
●Bhoolay ajdaad ka hain aqeeda
Aur ghatatay wilayat ko hain sab
Jou samjhtay thay wajib tabarra
Mustahab kah rahy hain ussay ab
Dushaman e syedda Sa say wohi ab
Haath apnay milaye huey hain
●Al ajal ki sadaa hain labon par
Wasta Syeda Sa ka hai sun lou
Ye Naqi(poet name+recitor) hou ya Asghar(recitor)sanaa khuwan
Mehfilon mei bulaty hain tum ko
Muntazar Muntazir ye tumharay
Sham e midhat jalaye huey hain
Ещё видео!