Song :- Mehndi Lagaongi Mein
Artist :- Vibha Sharma
Music Director :- Anand Raaj Anand
Lyricist :- Anand Raaj Anand, Shyam Anuragi
Label :- Saregama
Mehndi Lagaungi Mein Sajna Ke Naam Ki lyrics given below,
Yeh mehndi, yeh mehndi mehndi sagadaa di - 2
Mehndi lagaoongi main, sajnaa ke naam ki - 2
Kuch naa khabar mujhe ab subho shyaam ki
Main sun rahi hoon yeh kaisi sadaaye
Sapnon ka saajan mujhko bulaaye
Mehndi lagaoongi main sajnaa ke naam ki
Kuch naa khabar mujhe ab subho shyaam ki
(Ek baar aaye to samne mere voh
Pehchaan loongi hai mere bas mere voh) - 2
Chorus:
Baatein banaaye chaahe koi samjhaaye
Par teri chaahat badlaaye
Hoga sajan tera laakhon mein ek
Anhkiyan teri muskaaye
Chaahe jo bhi ho
Parwah nahin hai mujhe kisi ilzaam ki
Mehndi lagaoongi main sajnaa ke naam ki
Kuch naa khabar mujhe ab subho shyaam ki
Chorus:
Yeh mehndi, yeh mehndi mehndi sagadaa di- 2
(Sone ka kangna, sone ka jhumka
Taaron waali bindiya, jaalidaar ghoongta) - 2
Chorus:
Sone ka kanga, taaron waali bindiya
Uspe tera sharmaana
Sone ka jhumka, jaalidaar ghoongta,
Karenge sajan ko deewana
Chaahe jo bhi ho
Parwah nahin hai mujhe kisi anjaam ki
Mehndi lagaoongi main sajnaa ke naam ki
Kuch naa khabar mujhe ab subho shyaam ki
Main sun rahi hoon yeh kaisi sadaaye
Sapnon ka saajan mujhko bulaaye
Mehndi lagaoongi main sajnaa ke naam ki
Kuch naa khabar mujhe ab subho shyaam ki
Licensed to YouTube by
saregama (on behalf of Saregama India Limited); BMI - Broadcast Music Inc., Saregama Publishing, Broma 16, The Royalty Network (Publishing), and 10 Music Rights Societies
Ещё видео!