Merit And Demerit Of Alum In Fish Farming। Live Session। PvrAqua
Hello friends kaise hain aap sab log. aaj ki video me hum baat karenge alum ki. alum jise hum normal language me fitkari bhi bolte Hain. fitkari ka kaam kisi liquid ke ander kinhi thoss padart ko ek process se sant karna hai. matlb maan lijiye aapke pine ke Pani me filt hai ya baloo hai to uss Pani me agar aap fitari ko kuch samay Tak daal dijiye to Pani me Jo gandagi ya Balu hogi usko fitkari us Pani ki Tali me niche bitha degi. aur uper ka Pani sant ho jayega.
fitkari water ki turbidity ko khatm Kar deta hai.
water ki hardness ko Kam karta hai.
water ko clean Karne me help karti hai.
water ki alkalinity ko Kam karta hai.
Bane rahiye video me last Tak aur fayda uthaiye jaankari ka. Thank You.
Other Related Queries
Merit And Demerit Of Alum In Fish Farming
characteristics of alum
how to reduce turbidity of water
how to remove hardness of water
how to control alkalinity of water
#meritofalum #demeritofalum #characteristicsofalum #howtocontrolalkalinity #removehardnessofwater
#removeturbidityofwater
#fishfarming #pvraqua #fishguru #fishdawai
Ещё видео!