This video is a beautiful Islamic Quran And Hadith, Sufism Method of Zikr, Zikr Allah Hoo or Zikr Allah Hu motivational video is Another good informative video about, Zikr E Hoo Ki Shan In Urdu And Hindi. Zikr means "to remember" and in Islam Zikr means to remember Allah and to call only Allah in every happiness or sorrow. There are many virtues, blessings, and benefits of Zikr e Hoo, or Zikr Allah Hoo, or Zikr Allah Hu, but here we will only describe what the saints of Allah have said. Zikr e Hoo Is Also Known as, Zikr Allah Hoo, Hoo Ka Zikr, Allah Hoo Ka Zikr, Zikr Allah, Zikr e Ilahi, And Sufism Zikr. What is the meaning of Allah Hoo? Allah Hoo or Allah Hu means "Allah" means God and "Hoo" means the essence, essence of the essence of Allah, therefore Hazrat Sakhi Sultan Bahoo (R.A) has described the glory of Zikr e Allah Hoo.
-Hazrat Sakhi Sultan Bahoo (R.A) Ne Zikr e Hoo Ke Zakir Ki Bari Shan Batai Hai. Yani Ke Jo "Hoo" Ka Crass Banate Hain, Aur Hoo Ka Zikr karte Hain, Jis Tarhan Hum Lataif Ki Mehfil Karte Hain, Lataif Ki Mehfil Ke End Mein "Zikr e Hoo" Kiya Jata Hai. Famate Hain Ke Zikr e Hoo Mein Kul Qaynat Band Hai Aur Zikr e Allah Hoo Ki Waja Se Us Ke 7 Lataif Zaati Noor Mein Tabdeel Ho Jate Hain. Aur Hoo Ke Zikr Mein Hi Rab Taala Ka Deedar Hai, To Ap Hoo Ke Zikr Ke Bare Mein Shayari Karte Hain, Hazrat Sakhi Sultan Bahoo (R.A) Zikr e Hoo Ki Kya Shan Batate Hain: Aey Bahoo "Hoo Ka Zikr" Badan Mein Ishq Ki Aag Laga Deta Hai, Aey Meri Tu Is Kafir Nafs Ko Jala De, Aye Bahoo "Hoo Ka Zikr" Aisa Zikr Hai Jis Ko Kabhi Zawal Nahi. Zikr e Hoo Se Hi Allah Taala Ka Wisal Aur Qurb Hasil Hota Hai.
-Jo Koi Zikr e Hoo Se Bekhabar Hai, Jise Zikr e Hoo Ka Pata Nahi, Ke Hoo Ka Zikr Kistar Hota Hai, Hoo Ke Zikr Mein Hum Kaise Hote Hain, Zikr e Hoo Ka Tarika Kya Hai, Jo Is Se Bekhabar Hai To Bail aur Gadha Hai. "Hoo" Se Arsh Aur Farsh Ka Pata Chalta Hai, Zikr e Hoo Har Jagah Hidayat Aur Rehnumai Karta Hai. "Hoo" Murda Dil Ko Zindagi Ata Karta Hai, Islam Mein Is Liye Allah Taala Ne Bar Bar Quran Mein Farmaya Hai Ke Har Lamha Allah Ka Zikr Kiya Karo, Aur Hazrat Muhammad (saww) Ne Hadees Mein Farmaya Ke Har Ghari Allah Ka Zikr Kiya Karo, Zikr e Hoo Ki Shan Islam Mein Hai Is Ki Mazeed Malomat Is Video Mein Hai, Aur Koshish Kiya Karo Ke Allah Ka Zikr Kiya Karo. #ZikrEHoo #ZikrAllahHoo #FikarEIqbal
More Related Videos Vist For
[ Ссылка ]
[ Ссылка ]
[ Ссылка ]
Zikr E Hoo Ki Shan
Теги
zikr e hoohoo ka zikrhoo ke zikrzikr allah hooallah hoozikr allah huzikr allahzikr e ilahiallah ka zikrallah hoo ka zikrzikr e hoo ki shanzikr e hoo in islamadv zuhaib hafeezfikar e iqbalsufism zikrzikr in hadithzikr in quranzikrhooessence of Allahremember Allahremembersaints of Allahbenefits of zikr e hoowhat is the meaning allah hooallah hoo meaninghoo meaningislamhazrat shakhi sultan bahoozikr e hoo ka tarika