PC Laptop Me Screenshot Kaise Le - How to Take Screenshot in Windows 7/8/10
Is video me hamne aapko 5 aasan tarike (method) bataye hai jinki madad se aap kisi bhi windows computer me screenshot le sakte hai. Inme sabse aasan tarika ye hai ki aap jis bhi screen ko capture karna chahte hai use open kijiye aur fir keyboard me Print Scrn key dabaye. isse screenshot clipboard me copy ho jayega. jise fir aap paint me paste karke computer me save kar sakte hai. iske alava aap screenshot lene ke liye shortcut keys ka istemal bhi kar sakte hai. jaise windows + print scrn or Alt + print scrn key ko dabaye. hamne aapko windows snipping tool ka istemal karke pc laptop me screenshot lena bhi sikhaya hai. jisse aap rectangular mode, free-form mode, window mode, aur full-screen mode me apni computer ki screen ko capture kar sakte hai.
Website - [ Ссылка ]
Watch Basic Computer Course in Hindi Full Playlist:
___________ Video Content ___________
00:00 Intro
00:28 Print Scrn Button
01:27 Windows + Print Scrn Button
02:09 Alt + Print Scrn Button
02:28 Windows Snipping Tool
05:08 Windows + Alt + Print Scrn
______________________________________
LIKE | COMMENT | SHARE | SUBSCRIBE
Ещё видео!