Ma Shyama Kali Mai Mandir in Darbhanga Bihar Video in Hindi. Shyama Mai Temple ke is video mein aap man Kali ke dusre Roop Shyama Mai Mandir ke bare mein sari jankari prapt karenge. Shyama Mai Mandir Bihar ke Darbhanga jila mein l n m u yani ki lalit Narayan mithila vishwavidyalay ke prangan mein sthit hai. Yah building pahle Darbhanga ke raja ka Raj darbar hota tha. Lekin ab Bihar sarkar ke antargat yah building aata hai aur yahan ke raja jeene ka yah Ghar tha vah Bihar sarkar iske andar University chalati hai. Shyama Mai Mandir ka nirman 1930 isvi mein kiya gaya tha. Shyama Mai Mandir desh ka ekmatra aisa Mandir hai jo shamshan ghat mein banaa hua hai aisa kaha jata hai ki yah Mandir Darbhanga ke Maharajarameshwar Singh ke chaita ke upar banaya Gaya hai. Is mandir ka nirman San 1935 isvi mein Darbhanga ke Maharaj kameshwar Singh ke dwara karvaya gaya tha. Aisa kaha jata hai ki Mandir ke dakshin taraf Aaj bhi chitta ke jwala mahsus ki jaati hai. vaise to kaha jata hai ki shamshan ghat mein Na to Koi manglik karya Kiya jata hai aur na hi Shaadi vivah.par Bihar ke Darbhanga mein sthit rameshwari Shyama Mandir ek aisa Mandir hai Jahan nai Jodi aashirwad lene aate Hain aur sathiyan vivah bhi hota hai. Is mandir ka varnan ramayan mein bhi kiya gaya hai.kahan jata hai ki jab bhagwan ram ravan ka vadh Ghar Laut rahe the. Tab sita mata ne unhen yah kaha tha ki jo bhi shastra nand ka badh karega vahi saccha veer hoga.Yahan baat sunte he bhagwan Shri ram shatanand ka vadh karne ke liye nikal pade. Yuddh ke dauran search Anand ki ek din bhagwan Shri ram ko Lage yah dekhte hue Mata sita krodhit Ho gayi aur shastra Anand ka yah band karne ke liye khud Hi Kar Diya.shastra nand ke bad karne ke bad bhi jab Mata sita ka gussa shant nahin hua aur gusse se unka sharir pura Kala pad Gaya tha. yah dekhte hue bhagwan shiv shambhu ko showing hi dharti par aana pada sita Mata ka pair jaise hi bhagwan Shankar ke sharir ke upar para sharm se mare unka jivani bahar nikal Gaya. Man Kali ki rishi Roop ki Puja Darbhanga ke maa Shyama Mai Mandir Mai ki jaati hai yah Mandir Shri rameshwari Shyama Mandir Darbhanga ke naam se bhi Jana jata hai.is Mandir mein vaidik aur tantrik donon tarike se Pooja ki jati hai.vaise to Kali Mata ki Mandir desh ke kahin samay hai lekin yah Mandir ko jyada hi chamatkari hai. Agra Bihar se hain ya FIR Darbhanga ke aas paas rehte Hain to aap is mandir ka ek bar jarur darshan Karen.aisa kaha jata hai ki agar koi bhi baat sacche Man se agar Mata ke a jata hai to unki Murad jarur Puri hoti hai.agar aap Sandhya ke samay Mata ki aarti mein shamil hote hain to usse kuchh aapka dard khatm ho jata hai.is video ko banane ka maksad Mera bhi yahi hai ki aapko jankari Dena yah video kisi bhi chij ki satyata ka guarantee nahin leti hai.bus sirf information dena hai aap Hi se kitna sahmat hai hi aapke upar depend karta hai.mujhe ummid hai ki aap ko hamara shubh yatra YouTube channel pasand aaya hoga agar aapko hamara video pasand aaye to hamare video ko like aur channel ko subscribe karna na bhule.
#Shyamamai #kalitemple #Darbhanga #Bihar #Subhyatra #Shubhyatra #Travel #History
Ещё видео!