Hi Friends,
Aaj Ham 3 Phase Loco K Important Points Malum Karenge. 3 Phase Loco Me Samantaya Aane Wale Trouble K Bare Me Malum Karenge.Ce On & Off Nahi Hone Par Kya Karenge.Mcpa Motor Start Nahi Ho Raha Hai,Panto Raise Nahi Ho Raha Hai ,VCB Close Nahi Ho Raha Hai, Head light Nahi Jal Raha Hai, To Kya Kya Kar Sakate Hai. Cooling Mode Me VCB Trip Hone Par Kya Check Kare.Bogie Kab Isolate Karenge.SCB Defective Hua To Kuch Isolate Karne Ki Jarurat Hai Ya Nahi. CHBA Defective Hone Par Kitane Hours Gari Kam Kar Sakate Hai. Tfp Oil Pump Defective Hone Par Kitane % Load Me Gari Kam Karenge.TE/BE 300 Se Jada Nahi Jaye To Kya Check Karna Chahiye.Gari Ka Speed 1 Kmph, 10 Kmph, 15 Kmph Se Jada Nahi Jaye To Kya Karna Chahiye.Loco Ka Brake Release Nahi Hone Par Kya Kare. Ye Tamam Jankari Is Video Me Malum Karenge.
#vcb
#panto
#locomotive
#Troubleshoot
#3phaseloco
Ещё видео!