Na Saleeqa Mujh Mein Kaleem Ka by Allama Iqbal
Na Saliqa Mujh Mein Kaleem Ka Na Qareena Tujh Mein Khalil Ka
Mein Halak-e-Jadoo-e-Samri, Tu Qateel-e-Shewa-e-Azari
Main Nawaye Soukhta Dar Guloo, Tu Parida Rang, Ramida Bu
Mein Hikayat-e-Gham-e-Arzoo, Tu Hadees-e-Matam-e-Dilbari
Mera Aysh Gham, Mera Shehad Samm, Meri Bood Hum Nafas-e-Adam
Tera Dil Haram, Girv-e-Ajam, Tera Deen Khareeda-e-Kafiri
Dam Zindagi Ram-e-Zindagi, Gham-e-Zindagi Sam-e-Zindagi
Gham-e-Ram Na Kar, Sam-e-Gham Na Kha Ke Yehi Hai Shan-e-Qalandari
Teri Khak Mein Hai Agar Sharar To Khiyal-e-Faqr-o-Ghana Na Kar
Ke Jahan Mein Naan-e-Shaeer Par Hai Madar-e-Quwwat-e-Haidari
Koi Aesi Tarz-e-Tawaaf Tu Mujhe Ae Charagh-e-Haram Bata!
Ke Tere Patang Ko Phir Atta Ho Wohi Sarisht-e-Samundari
Gila-e-Jafaye Wafa Nama Ke Haram Ko Ahl-e-Haram Se Hai
Kisi Butkude Mein Byan Krun To Kahe Sanam Bhi ‘Hari Hari’
Na Sataiza-Gah-e-Jahan Nayi Na Hareef-e-Panja Faggan Naye
Wohi Fitrat-e-Asadullahi, Wohi Marhabi, Wohi Aantari
Karam Ae Shah (S.A.W.)-e-Arab-o-Ajam Ke Khare Hain Muntazir-e-Karam
Woh Gaza Ke Tu Ne Atta Kiya Hai Jinhain Damagh-e-Sikandari
(Bang-e-Dra: Poem "Main Aur Tu" That covers the event of Hazrat Musa's converstion with Allah Almighty at kohetoor).
Singer : Unknown
#NaSaleeqaMujhMeinKaleemKa #NaSaleeqa #Kaleem #allamaiqbalsongs #allamaiqbal #islam #allamaiqbalpoetry #kalam_e_iqbal #urdupoetry #allamaiqbalshayari #allamaiqbalbestnazam #iqbalkinazam #mujhmeinkaleemka #muntakhabkalam #kalam_e_iqbal_without_music #eagleclaw #tuabhirahguzarmeinhai #allamaiqbalKalam #naSalikaMujhme #allamaiqbalTarana #allamaiqbalNasheed #allamaiqbalNaat
Na Saleeqa Mujh Mein Kaleem Ka (Allama Iqbal)
Теги
Na Saleeqa Mujh Mein Kaleem KaKaleemallama iqbal songsallama iqbalallama iqbal poetrykalam e iqbalurdu poetryallama iqbal shayariallama iqbal best nazamiqbal ki nazamna saleeqa mujh meinkaleem kamujh mein kaleem kana saleeqa mujh mein kaleem kaeagle clawallama iqbal kalamna salika mujhmeallama iqbal taranaallama iqbal nasheedallama iqbal naatallama iqbal shikwaallama iqbal ki shayariallama iqbal peotry