'Manzil' song represents the beginning of a new journey for all the officer trainees in the civil services. It depicts that journey is more meaningful than the destination and there could not be more beautiful start than this foundation course.
Performed by - ROUSH, Official band of 93rd Foundation Course
Song Credits -
Concept & Direction - Rituraj
Vocals (male) & Lyrics: Mohit Joshi
Vocals (female): Aparajita
Lead Guitar : Manish Joshi
Acoustic Guitar : Shashank Bharadwaj
Drums : Adarsh Surabhi
Recorded mix and mastered by Vipul Chopra
Vocals recorded by Vivek Dhyani
Guitars recorded by Rohit Joshi
Video Credits -
Video direction - Harshit Agrawal (Anhad Music)
Editing & Color Grading - Harshit Agrawal, Shreshth Sharma (Anhad Music)
Song Lyrics -
Pyar manzil se nahi Iss raaste se hai mere yar
Har pal josh hai rahon me maujon si hain ye dooriyan
Pyar manzil see nahi is raaste se hai mere yar
Nikal pade ghar se hain ab rokega Kya humko ye Jahan.
Pyar manzil se nahi is raaste se hai mere yar
Har pal josh hai rahon me maujon si hain ye dooriyan...
Baarish ki boondein hai oas ki chadar se lipta hua ye shehar
Iski neend me jagi maddham si roshni hui gunguni khushiyon ki sehar
Hum chalte chale yahan see aage deewano ka ye safar
Peeche chodh aye hain sab raaste vaaste mastano ka ye safar
Pyar manzil se nahi is raaste se hai mere yar
Har pal josh hai rahon me maujon si hain ye dooriyan
Yahan thandi hawa vaadiyon ka sath liye hai
Yahan kaali ghataa sunherey parvat ko tarashti hai
Ek nadiya ke sath sath hum chale gairon me bhi dosti rasta bune
Safar ke sath...
Pyar manzil se nahi is raaste se hai mere yar
Nikal pade ghar se hain ab rokega kya humko ye Jahan.
Pyar manzil se nahi is raaste se hai mere yar
Har pal josh hai rahon me maujon si hain ye dooriyan.
Pyar manzil se nahi...
Ещё видео!